Teele ek 2 teen sapne kuch itne saajeye Bhul gaye ginti hum sapno mien tum aise aaye Dheema uncha neechi cheek ne hume uthaya hai Ab hai mushkil rukna teela jo hai ucha itna Sakht sakht akeli raatien Sapne ne jo narm ka ehsaas dilaya hai Raatien ktham hone na do meri Ab hai mushkil rukna teela jo hai ucha itna Gehr i halki bheegi boondien Tumhare jism ne garm ka ehsaas dilaya hai Baarishe khatm hone na do meri Ab hai mushkil rukna, teela jo hai ucha itna Teele ek 2 teen sapne kuch itne saajeye Bhul gaye ginti hum sapno mien tum aise aaye Dheema uncha neechi cheek ne hume uthaya hai
Tuesday, July 7, 2009
Patang jaise uska man bhi udna chata hai
Anek rang se baadal ke neele ko rangna chahta hai
Dhoop kochidhake,suraj ko banake , thandi chaav ki umang haiwho
4 by 4 ke makano mien uska man bhi udne ko karta hai
Maidan do use, khuli saans do use, woh bas jeena chata hai
Parke bina uska man bhi par karta hai, par kyauska man theek karta hai?
Is soch par hi ruk jaane ka jee karta hai…
Bade baste aur usse bhi bade armaano ka basta uthta hai who
Sabse uparjo dekna chahte hain use
Bhooljaate hai upar kaisa pohcha jaata hai
Titli jaisa uska man bhi udna chata hai
Indradhanush kosame pinch karna chahta hai
Rui ko chidhake, pankhudi ko banake, khuli thandi saans hai woh
4 by 4 ke makano mien uska man bhi udne ko karta hai
Maidan do use, khuli saans do use, woh bas jeena chata hai
Parke bina uska man bhi par karta hai, par kyauska man theek karta hai?